Video de: Fakeera Ghar Aaja Lyrics Jubin Nautiyal » Jpop Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Fakeera Ghar Aaja 2025 Jubin Nautiyal » Jpop y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Fakeera Ghar Aaja Lyrics Jubin Nautiyal » Jpop

Jubin Nautiyal - Fakeera Ghar Aaja Lyrics


tujhko yaad hai bata
bhuli bisri woh jagah
usme lipti woh subah

us ek angan ko bana
tu zameen aur aasman
phirta kyun hai yun tanha

doori jo darmiyaan hai
tujh mein aur aashiyaan mein
kar de kam fasle tu o

dastak tu de yahan pe
sunte hai dar wahan pe
kar de kam fasle zara

tu chhod zid ko
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja

ajnabi seheron ki tu
kyun bahon mein soye
yun ginta sitaare

majhdhaar ki hai aadat
paas mein hi the hamesha kinare

tune dil pe tha likha
tere ghar ka pata
sidhe aksharon mein yun

kyu akela is tarah
bandh moh ki doriyan
udta dil ka patanga

doori jo darmiyaan hai
tujh mein aur aashiyaan mein
kar de kam fasle tu oo

dastak tu de yaha pe
sunte hai dar wahan pe
kar de kam fasle zara

tu chhod zid ko
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja
fakeera ghar aaja

Fakeera Ghar Aaja » Jubin Nautiyal Letras !!!

Videos de Jubin Nautiyal

Esta web no aloja ningun archivo mp3©Fox.MusicaDe.Win 2025 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2025, Escuchar Musica

Musica 2025, Musica 2025 Online, Escuchar Musica Gratis 2025, Musica 2025 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.