Video de: Chale Gaye Lyrics Amatya » Lyrics Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Chale Gaye 2025 Amatya » Lyrics y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Chale Gaye Lyrics Amatya » Lyrics

Amatya - Chale Gaye Lyrics


[Verse 1: Dabeer]
Ye din mushkil mein the
Ye raatein aaram dey
Kahein bhi toh kya kahein
Khaamoshi hi baayan karein

[Pre verse: Dabeer]
Hum jo aakar tumhaare
Raaton ki neend mein
Zahrile gham humaare
Chod ke gaye
Tum asal zindagi mein
Guzarti sard hawa ki
Choo kar chale gaye


[Chorus: Dabeer]
Mere sath tu hai nahi
Par jazbaat haan hai vahi
Hum khaak mein milein nahi
Tab tak baat rahi vahi
Mere sath tu hai nahi
Par jazbaat haan hai vahi
Hum khaak mein milein nahi
Tab tak baat rahi vahi
[Verse 2: rxxkh.]
Numaish hai tumse jo
Meri bhi khwahish hai tu
Mere roll ke dhue ki vajah se
Girti vo barish hai tu
Ye konsa karz ye konsa marz
Jo kabhi chutta nahi
Main bhi vo likhta nahi
Jo sunne mein aasan
Par bolne mein mushkil hai
Manzil hai ye hai jhute khwaab ki tarah hai tu
Jo khanjar sine me vo dard ki vajh hai tu
Me kal guzar bhi jaau to koi badi baat nhi hai
Tu mere sath nhi hai
Ye konsi saza hai tu

[Pre verse: Dabeer]
Hum jo aakar tumhaare
Raaton ki neend mein
Zahrile gham humaare
Chod ke gaye
Tum asal zindagi mein
Guzarti sard hawa ki
Chu kar chale gaye
[Chorus: Dabeer]
Mere sath tu hai nahi
Par jazbaat haan hai vahi
Hum khaak mein milein nahi
Tab tak baat rahi vahi
Mere sath tu hai nahi
Par jazbaat haan hai vahi
Hum khaak mein milein nahi
Tab tak baat rahi vahi

Chale Gaye » Amatya Letras !!!
Esta web no aloja ningun archivo mp3©Fox.MusicaDe.Win 2025 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2025, Escuchar Musica

Musica 2025, Musica 2025 Online, Escuchar Musica Gratis 2025, Musica 2025 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.