(Hook)
Tu keh de
Jo bhi dil mein
Na khatam ho fasale
Kese ye silsile
(Verse1)
Kyu na samjhe
Tere intazaar mein
Aankhe meri tarse
Jo tu aye toh fool barse
Doriyan hai
Majbooriyan hai
Tere bina bilkul tanha mera jahan hai
Tu hi raah hai
Tu hi meri chaah hai
Tere alawa mera kon yaha hai
Jab bhi sochu
Tu yaad aye
Dil ki ye baatien
Kyu tu mujse chupaye
(Hook)
Tu keh de
Jo bhi dil mein...
(Verse2)
Tere bin
Na lage mera din
Jaise gya ho chan mera chin
Tu mеri jasmine
Main tera aladin
Har haari baazi karu main terе sath win
Pyaar ka aehsaas
Bhot khas hai
Par tu kyu naraz hai
Sabka hota apna hai naseeb
Badlega waqt mujhe hai yakeen
Bharosa kar baaton mein meri
Bhot dekhli raaten andheri
Bhot maine saha tu thoda bhi seh le
Tu bas pyaar ke 3 shabd keh de
(Hook)
Tu keh de
Jo bhi dil mein
Na khatam ho fasale
Kese ye silsile