Video de: Darwaze Bandh Lyrics Amjad Nadeem Aamir » Lyrics Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Darwaze Bandh 2025 Amjad Nadeem Aamir » Lyrics y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Darwaze Bandh Lyrics Amjad Nadeem Aamir » Lyrics

Amjad Nadeem Aamir - Darwaze Bandh Lyrics


Darwaze bandh karke jab tu ja rahi thi
Meri saansein bhi tere sang ja rahi thi

Darwaze bandh karke jab tu ja rahi thi
Meri saansein bhi tere sang ja rahi thi
Maine roka bahut, tujhko toka bahut
Toone ek na meri suni

Tere bin, tere bin reh na paaun kahin
Tere bin, tere bin mar na jaaun kahin
Tere bin, tere bin reh na paaun kahin
Tere bin, tere bin mar na jaaun kahin

Door, tujhse door kitna hoon door
Lagta main majboor
Darwaza bandh karke gayi
Bandh hua mere dil ka chain-o-sukoon
Dosh hai mera ya dosh mere saroor ka
Guroor ka ya mere roothe uss huzoor ka
Jo chali gayi dil-dil mera tod ke woh
Chali gayi kisi aur ki woh
College ke dinon se teri meri jo baat thi
Tere se hi din shuru, tere se hi raat thi
Likhe jo khat, sms, WhatsApp
Shayad kadar na thi tujhe mere jazbaat ki
Rab ton puchho mera haal ki
Ohi dassega maine puchhe kinne sawal si
Dar dar tere hain jo tere liye
Mujh jaise aashikon ki
Zindagi bani hai misaal si
Aankhon se meri jab se door tu
Aaye na dil ko sukoon kyon

Aankhon se meri jab se door tu
Aaye na dil ko sukoon kyon
Maine socha bahut
Khud se poochha bahut
Maine ek na meri suni

Tere bin, tere bin reh na paaun kahin
Tere bin, tere bin mar na jaaun kahin
Tere bin, tere bin reh na paaun kahin
Tere bin, tere bin mar na jaaun kahin

Darwaze Bandh » Amjad Nadeem Aamir Letras !!!
Esta web no aloja ningun archivo mp3©Fox.MusicaDe.Win 2025 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2025, Escuchar Musica

Musica 2025, Musica 2025 Online, Escuchar Musica Gratis 2025, Musica 2025 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.