Khich pari duniya hai mere qandon pe
Lage Mere hi siwai pallay saaray
Band Kamron mein
Hum bhaagay nahi jaan
Hum marnay ko tayaar hein jhandon pe
Naa maalum jo afraad gaye bhaar mein
Bacchna hai apnon se
Khud se hi larhtay ho
Apnon se dartay ho
Mera mann bhi yeh kahay
Teri hun rahe pass meray
Khich pari duniya hai mere qandon pe
Lage Mere hi siwai pallay saaray
Band Kamron mein
Hum bhaagay nahi jaan
Hum marnay ko tayaar hein jhandon pe
Naa maalum jo afraad gaye bhaar mein
Bacchna hai apnon se
Khud se kyu larhtay ho
Apnon se martay ho
Mera mann yehi kahay
Teri hun tu pass meray
Chaabi ghumayi, aur aayi qareeb
Laayi elaaj, tu shifa aur main mareez
Khich pari duniya hai mere qandon pe
Lage Mere hi siwai pallay saaray
Band Kamron mein
Hum bhaagay nahi jaan
Hum marnay ko tayaar hein jhandon pe
Naa maalum jo afraad gaye bhaar mein
Bacchna hai apnon se
Asliyat bhi main chupaaon
Kab tak main sanbhalun na
Dhanda bhi main chalaaon
Aur dhokay bhi main khaon
Jinse pyaar main karta
Inki baatein lagi fazool
Apni aukat rakh le yaad
Aur aab main kya tujhe kahun
Kabhi mein chahun tuje giraun
Phir salakhon ke peche rahun
Mera azaad hona zaroor