[Intro]
Han-han, han
Ve nindiya aajana
Nindiya aajana
[Chorus]
Ve nindiya aajana, aajana
Raaton ko pareshani sonay naa de
Sonay naa de
Hain nahi mere dost, I'm all alone
Jaana zindagi may pareshaniyan hain boht
Aur woh kehti ke samajhti woh mujhe
Phir bhi woh puche, "Kyun deta nahi ab tu mujhko waqt?"
Hmm
[Verse]
Will the society accept me?
Mein bees ka hoke bhi rota hun
Hoti anxiety tou dawaii li
Ab mein saansein bhi mushkil se leta hun
Now I know
Paise nahi gar jaibon may tou koi nahi mera dost
Fuck this society 'cause karna mujhko grow
Aati nahi hai neend, meri bhaari hori soch
I'm all alone, hmm
[Bridge]
Ve nindiya aajana, aajana
Yeh raatein pareshani bhari
Ve nindiya aajana, aajana
[Chorus]
Ve nindiya aajana, aajana
Raaton ko pareshani sonay naa de
Sonay naa de
Hain nahi mere dost, I'm all alone
Jaana zindagi may pareshaniyan hain boht
Aur woh kehti ke samajhti woh mujhe
Phir bhi woh puche, "Kyun deta nahi ab tu mujhko waqt?"