Video de: Koi Gaata Main So Jaata Lyrics Udit Narayan And Lata Mangeshkar » Clasica Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Koi Gaata Main So Jaata 2025 Udit Narayan And Lata Mangeshkar » Clasica y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Koi Gaata Main So Jaata Lyrics Udit Narayan And Lata Mangeshkar » Clasica

Udit Narayan And Lata Mangeshkar - Koi Gaata Main So Jaata Lyrics


sansriti ke vistrit saagar mein
sapanon ki nauka ke andar
dukh sukh ki laharon mein uth gir
bahata jaata, main so jaata

aankho mein lekar pyaar amar
aashish hatheli mein bhar kar
koi mera sar godi mein rakh
sahalaata, main so jaata

mere jivan ka kaaraajal
mere jivan ka haalaahal
koi apane svar mein madumay kar
doharaata main so jaata

koi gaata main so jaata

Koi Gaata Main So Jaata » Udit Narayan And Lata Mangeshkar Letras !!!