Dhunda tujhko har jagah
Par tu mila nahi
Jaane hai tu kahan chhipa
Mujhko pata nahi
Manzilon ke paas hun
Par faasle kayi
Main akela lad sakun
Par hai teri kami
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Koshishein bhi roothi mujhse
Ye raasta hua khafa
Mai na samajh pau
Hui kya khata
Ab manzile bhi bole mujhse
Ki yahi rukja
Par honsla kehta yahi
Kon hai yahan
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Main tod du tera bharam
Hai mujhe teri kasam
Milna hoga manzil ko
Ab na mai ruku kahin
Na mai thehru kahin
Chal thaam mere hath ko
Hoga sawera tabhi
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Soona sa rasta tha phir
Mujhko dikhi ek dor
Le gayi wo aandhiyon se
Phir mila ek mor
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware