Escucha música Baat Kal Ki de An1k8t 2025 en línea | Musica Lyrics

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Escuche y comparte musica de Musica Baat Kal Ki - An1k8t » Lyrics OnLine con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Escucha Baat Kal Ki » An1k8t | Lyrics online.

Musica de An1k8t del Genero: Lyrics Todos los artistas y cantantes de música de Lyrics son individuos talentosos y apasionados que dedican su vida a crear y compartir su arte con el mundo. Su música de An1k8t tiene el poder de emocionarnos, inspirarnos y conectarnos a un nivel profundo. En este blog FoxMusicaDe, exploraremos el mundo de los artistas y cantantes de música del genero Lyrics, destacando su dedicación, creatividad y contribuciones a la cultura.

Los artistas y cantantes de música tienen la capacidad única de expresar sus emociones y experiencias a través de su voz y talento musical. A través de sus letras y melodías, nos llevan a un viaje emocional y nos permiten conectarnos con nuestras propias emociones.

Además de su talento musical, los artistas y cantantes son verdaderos profesionales en su campo. Trabajan arduamente para perfeccionar su técnica vocal,

  • Baat Kal Ki - An1k8t 4:20

An1k8t - Baat Kal Ki Lyrics


[Chorus]
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki
Baat jaise kal ki wo beete hue kal ki
Dheere dheere kis baat ki hai jaldi
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki

[Verse 1]
Baat jaise kal ki main aaya jahaan mein
Baat jaise kal ki main nikla raha pe
Baat jaise kal ki wo school ki classein
Baat jaise kal ki wo yaaron ki baatein
Baat jaise kal ki wo lamha gazab tha
12 saal sab hua khatm tha
Alag raste sab apne hi raahein
Kehte nhi par karte to yaad hai
Wo lamha alag ya fir log alag the
The kitne bhi dukh par chehre pe khush the
Dil mein na khot rehte to sang the
The paas na note par dost to sab the
Ye sapna nhi ye baatein hai kal ki
Aaj nhi uss beetein hue pal ki
Jab laash na hum, hoti hulchul thi
Jab laash na hum, hoti hulchul thi

[Chorus]
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki
Baat jaise kal ki wo beete hue kal ki
Dheere dheere kis baat ki hai jaldi
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki
[Verse 2]
Baat jaise kal ki wo bdla irada tha
Koi swardhi majburi ka maara tha
Khel ankon ka bna htayraa tha
Alp shano mein badla nazaara tha
Badi umar aur bada gya faasla
Log wahi par khushi thi lapta
Irsha dvesh ki aai thi aapda
Kyu hua kab hua mujh ko bhi na pta
Dhudhe baithe ab rehte khud ko
Aa gye paise par mit te na dukh kyu
Bachpan waali ichaye hai gum yun
Khushi dhunde hoke nashe mein dhut kyu
Bane ghume hai saare ab boott se
Khel kudrat ke kaise adhbut se
Hai paas note par dost na sang hai
Hai andar dukh par chehre par kush hai

[Chorus]
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki
Baat jaise kal ki wo beete hue kal ki
Dheere dheere kis baat ki hai jaldi
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki

[Verse 3]
Hogi baat kal ki jab hoga niraash tu
Leta bistar pe hoga ek laash tu
Gin gin lega aakhri saans tu
Dukh mein akshu se niklenge aansu
Tab note na yaad wo aaygei yaadein
Tere jaate hi sab tujhko bhuladeein
Hai samay abhi bhi tu chunle raahein
Naa reh jaaye rooh adhoori jahan mein
[Chorus]
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki
Baat jaise kal ki wo beete hue kal ki
Dheere dheere kis baat ki hai jaldi
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki
Baat jaise kal ki wo beete hue kal ki
Dheere dheere kis baat ki hai jaldi
Baat jaise kal ki wo guzre hue pal ki

Baat Kal Ki » An1k8t Letras !!!