Video de: Iraade Lyrics An1k8t » Lyrics Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Iraade 2025 An1k8t » Lyrics y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Iraade Lyrics An1k8t » Lyrics

An1k8t - Iraade Lyrics


Hawa jo jaaye chuu ke badan
Hilun geet ke sang
Mann udne lagey mera

Wo jaake takraye fir
Zulfo'n se teri jo main
Pal bhar dekh theher gaya


Yun ni nazrein ye
Tik ti kisi pe

Par tujhse ye hatt ni
Rahi hai

Khair mann ko toh maar bhi lun
Par tune jo dekha toh
Hosh hi udd gaye


Har shaam na meri
Beete, aise

Tu itni haseen
Na hota aankho'n pe yakeen hai
Dil karta hai mera
Tujhpe gaane likh daalun

Tujhe kar dun amar mann
Karta hai, aisa tera jaaduuu

*hook*
Aankho se jo tu ishaare daagey
Band na hote iraade aane
Hun main thoda thoda chahne laga
Jo tu bhi chahti toh aaja paas me

Hai kya dil me wahi jo nazro'n me?
Kya main kar lun tujhpe bharosa?
Kaise samjhun main tеre iraade?
Bata mujhko, tu kareeb toh aa zara


*beautiful saxophonе*

Tu lagti hai wo
Jiske chakkar me karne lagun
Khud se main baatein

Tu lagti hai wo
Baare jiske main sochte sochte
Lagun muskaane
Fir maa jo puche hua kya toh
Keh dun banake koi jhootha bahaana


Doston me failey khabar
Fir rukna ni unka chidhaana



Baby, nahi milta
Roz kisi se

Jo pehli nazar me hi lagti hai apni


Aaja mere sath, chal dono chalein
Ghumein OD se Delhi, fir Delhi se Katni




Aankhon se milaun teri aankhein
Aur dekhta rahun main jab tak nahi
Sone ka mann ho
Kaatun khud ko main chimti
Aur puchun fir, kya tum sach ho?


*hook*

Aankho se jo tu ishaare daagey
Band na hote iraade aane
Hun main thoda thoda chahne laga
Jo tu bhi chahti toh aaja paas me

Hai kya dil me wahi jo nazro'n me?
Kya main kar lun tujhpe bharosa?
Kaise samjhun main tere iraade?
Bata mujhko, tu kareeb toh aa zara



Let me know, tera kya hai iraada?
Let me know, tera kya hai iraada?


Oh oh owoeoehdksldbslakb


Atki meri tujhpe nazar hai
Atki meri tujhpe nazar hai
Let me know, tera kya hai iraada?
Let me know, tera kya hai iraada?

Let me knowowoeoeoeeehdlshdho

Iraade » An1k8t Letras !!!