Video de: Zindagi Ka Ajab Fasaana Hai Lyrics Mukesh » Lyrics Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Zindagi Ka Ajab Fasaana Hai 2025 Mukesh » Lyrics y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Zindagi Ka Ajab Fasaana Hai Lyrics Mukesh » Lyrics

Mukesh - Zindagi Ka Ajab Fasaana Hai Lyrics


Zindagi ka ajab fasaana hai
Rote-rote bhi muskuraana hai
Zindagi ka ajab fasaana hai

Ishq mein jaanate hain jaan gayi
Phir bhi kahate hain aazamaana hai

Kaisi mushqil hai koyi kya jaane
Aag ko aag se bujhaana hai
Zindagi ka ajab fasaana hai

Dil lagaaya tha par na thi ye kabar
Maut ka ye bhi ek bahaana hai
Rote-rote bhi muskuraana hai
Zindagi ka ajab fasaana hai
Rote-rote bhi muskuraana hai

Zindagi Ka Ajab Fasaana Hai » Mukesh Letras !!!

Videos de Mukesh