Video de: Milte Hi Aankhein Dil Huwa Lyrics Talat Mahmood » Lyrics Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Milte Hi Aankhein Dil Huwa 2025 Talat Mahmood » Lyrics y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Milte Hi Aankhein Dil Huwa Lyrics Talat Mahmood » Lyrics

Talat Mahmood - Milte Hi Aankhein Dil Huwa Lyrics


Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Poochho na mohabbat ka asar, haay na poochho
Haay na poochho
Poochho na mohabbat ka asar, haay na poochho
Haay na poochho
Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana kisika
Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika
Hanste hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo
Aankho mein aansoo
Hanste hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo
Aankho mein aansoo
Bharte hi chhalak jaaye na, paimaana kisika
Bharte hi chhalak jaaye na, paimaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika

Milte Hi Aankhein Dil Huwa » Talat Mahmood Letras !!!