Video de: Ek Tamanna Jivan Ki Lyrics Kumar Sanu » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Ek Tamanna Jivan Ki 2025 Kumar Sanu » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Ek Tamanna Jivan Ki Lyrics Kumar Sanu » Hindu

Kumar Sanu - Ek Tamanna Jivan Ki Lyrics


Ek Tamanna Jivan Ki
KUMAR SANU, ASHA BHOSLE
(Aankhen)
ek tamanna jeevan ki - 2
main pyaar tera hi paaun
(shaadi tujhi se ho meri
chaahen shaadi ke din mar jaaun) - 2) - 2
(na tujhe jaanu na pahachaanu kyon tu gale padi hai
samajh ke mujhako apana deewana ghere hue khadi hai) - 2
tera hi to tha ye kehna tere bin mujhako nahi rehana
tera vaada tera iraada tujhako yaad dilaaun
(shaadi tujhi se ho meri
chaahen shaadi ke din mar jaaun) - 2
ek tamanna jeevan ki - 2
main pyaar tera hi paaun
(shaadi tujhi se ho meri
chaahen shaadi ke din mar jaaun) - 2
(hamra dil jo tod diya to haseen ye bhi kar jaaiye
hamein yaad karega teri chaukhat par mar jaive) - 2
jo bhoola tha yaad vo aaya main hoon vahi jo tune banaaya
na ho dukhi o chandramukhi chhod ke kaheen na jaaun
shaadi tujhi se ho meri chaahen shaadi ke din mar jaaun - 2
ek tamanna jeevan ki - 2
main pyaar tera hi paaun
shaadi tujhi se ho meri chaahen shaadi ke din mar jaaun - 2

Ek Tamanna Jivan Ki » Kumar Sanu Letras !!!

Videos de Kumar Sanu