Video de: Meri Zindagi Mein Ajnabi Lyrics Kumar Sanu » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Meri Zindagi Mein Ajnabi 2025 Kumar Sanu » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Meri Zindagi Mein Ajnabi Lyrics Kumar Sanu » Hindu

Kumar Sanu - Meri Zindagi Mein Ajnabi Lyrics

Meri Zindagi Mein Ajnabi
Sunidhi Chauhan & Kumar Sanu
(AJNABEE) Movie
--sunidhi chauhan--
Na chaand ka, na taaron ka
Na phoolon ka, na bahaaron ka
Na nazaaron ka, na ishaaron ka
Na apnon ka, na begaanon ka
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
Voh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--kumar sanu--

Khushbuon ki gali mein, in hawaaon mein dekha
Maine chehraa uska dilkash fizaaon mein dekha
--sunidhi chauhan--
Oh, bekhayaal karta hai, voh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai, dil ka aashiqaana hai
Bekhayaal karta hai, voh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai, dil ka aashiqaana hai
--kumar sanu--
Voh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
--sunidhi chauhan--
Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--kumar sanu--
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
--sunidhi chauhan--
Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon
Aaye ghadiya milan ki, yeh duaa maangti hoon
--kumar sanu--
Ho, jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
Dhadkanein yeh kehti hai, chaar din ki doori hai
Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
Dhadkanein yeh kehti hai, chaar din ki doori hai
--sunidhi chauhan--
Voh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
--kumar sanu--
Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--sunidhi chauhan--
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
--kumar sanu--
Voh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
--sunidhi chauhan--
Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai

Meri Zindagi Mein Ajnabi » Kumar Sanu Letras !!!

Videos de Kumar Sanu