Video de: Hum Tum Ye Bahaar Lyrics Lata Mangeshkar » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Hum Tum Ye Bahaar 2025 Lata Mangeshkar » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Hum Tum Ye Bahaar Lyrics Lata Mangeshkar » Hindu

Lata Mangeshkar - Hum Tum Ye Bahaar Lyrics


rafi:
hum-tum ye bahar, dekho rang laaya pyaar, barsaat ke mahine mein
lata:
rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein

rafi:
teri zulfon ki ye rangat hai
jo baadal ban ke chhaee hai-2
lata:
teri aankhon ki ye masti hai
jo saawan ban ke aaee hai-2

rafi:
mera dam jab tak
rahe pyaar ki chumak
mere dil ke nagine mein
lata:
rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein

rafi:
hum-tum ye bahar, dekho rang laaya pyaar, barsaat ke mahine mein
lata:
rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein

lata:
duniya ko humaari ho na khabar
aankhon me ishaare ho jaaye-2

rafi:
ulfat kaa chale aisaa jaadoo
dushuman bhi humaare ho jaaye

lata:
ghum dil se ho door
na ho koi majboor
phir aaye mazaa jeene mein

both:
rhim-jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar,ek aag liye seene mein

both:
hum-tum ye bahar, dekho rang laaya pyaar, barsaat ke mahine mein
both:
rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein

Hum Tum Ye Bahaar » Lata Mangeshkar Letras !!!

Videos de Lata Mangeshkar

Esta web no aloja ningun archivo mp3©Fox.MusicaDe.Win 2025 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2025, Escuchar Musica

Musica 2025, Musica 2025 Online, Escuchar Musica Gratis 2025, Musica 2025 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.