Video de: Kabhi Aye Haqeeqat Lyrics Lata Mangeshkar » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Kabhi Aye Haqeeqat 2025 Lata Mangeshkar » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Kabhi Aye Haqeeqat Lyrics Lata Mangeshkar » Hindu

Lata Mangeshkar - Kabhi Aye Haqeeqat Lyrics


kabhi ai haqeeqat-e-muntazar, nazar aa libaas-e-majaaz mein
ke hazaaron sajade tadap rahe hain meri jabeen-e-niyaaz mein

na bacha-bacha ke tu rakh ise, tera aaeena hai vo aaeena
ke shikasta ho to azeeztar hai nigaah-e-aaiinaasaaz mein

na vo ishq mein raheen garmiyaan, na vo husn mein raheen shokiyaan
na vo gazanavi mein tadap rahi
na vo kham hai zulf-e-aayaaz mein

main jo sar-ba-sajada kabhi huaa, to zameen se aane lagi sada
tera dil to hai sanam aashanaa, tujhe kya milega namaaz mein

kabhi ai haqeeqat-e-muntazar, nazar a libaas-e-majaaz mein
ke hazaaron sajade tadap rahe hain meri jabeen-e-niyaaz mein

Kabhi Aye Haqeeqat » Lata Mangeshkar Letras !!!

Videos de Lata Mangeshkar

Esta web no aloja ningun archivo mp3©Fox.MusicaDe.Win 2025 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2025, Escuchar Musica

Musica 2025, Musica 2025 Online, Escuchar Musica Gratis 2025, Musica 2025 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.