Video de: Aapko Samjha Hai Jabse Zindagi Lyrics Sadhana Sargam » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Aapko Samjha Hai Jabse Zindagi 2025 Sadhana Sargam » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Aapko Samjha Hai Jabse Zindagi Lyrics Sadhana Sargam » Hindu

Sadhana Sargam - Aapko Samjha Hai Jabse Zindagi Lyrics


haa aapko samjha hai jabse zindagi
aapko samjha hai jabse zindagi
zindagi ab zindagi lagne lagi - 2
aapki baahon mein jabse aa gaye - 2
aaisa lagta hai ke manzil pa gaye- 2

(in aankhon mein shararat hai sharafat hai
hai bala ki shaukhiya kaisi yeh qayamat hai) - 2
iss kadar najdeekiya kehti hai ishaaron se
aa gaye manzil pe hum in dil ki raahon se
aapki har baat mein ek baat hai - 2
der se samjhe magar kya baat hai - 2

(kayi armaan dil mein aur uljhan yeh
jaan lewa hain mohabbat yeh mohabbat yeh) - 2
ha aa gaye ham zindagi mein ek aaise mod par
jee nahi sakte mohabbat ka yeh daaman chodkar
aapki iss ashiqui ko kya kahe - 2
apne is dil ki lagi ka kya kare - 2

aapko samjha hai jabse zindagi
aapki baahon mein jabse aa gaye
zindagi ab zindagi lagne lagi
aaisa lagta hai ke manzil pa gaye

Aapko Samjha Hai Jabse Zindagi » Sadhana Sargam Letras !!!

Videos de Sadhana Sargam