Video de: Na Hai Zameen Na Aasman Lyrics Sadhana Sargam » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Na Hai Zameen Na Aasman 2025 Sadhana Sargam » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Na Hai Zameen Na Aasman Lyrics Sadhana Sargam » Hindu

Sadhana Sargam - Na Hai Zameen Na Aasman Lyrics


sa: ( na hai zamin, na aasmaan
laaye kahaan ho hamko
a: baadal nagar hai mera ghar
laaya jahaan hu tumko ) -2
sa: chhodo hansi, baadal mein bhi, koi bhala rahta hai
a: a dekh le in aankhon se, deevaana sach kahta hai
sa: na hai zamin, na aasmaan
laaye kahaan ho hamko
a: baadal nagar hai mera ghar
laaya jahaan hu tumko

sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en
a: pair sitaaron par rakhkar chalte hain en
sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en
a: pair sitaaron par rakhkar chalte hain
sa: ik taara vo chalta hai jo, de do mujhe vo nagina
a: ab chaand hai bindiya teri, soorat tera aaina

sa: na hai zamin, na aasmaan
laaye kahaan ho hamko
a: baadal nagar hai mera ghar
laaya jahaan hu tumko

sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en
a: dhundhle ujaale hain en en, ujle andhere hain en
sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en
a: dhundhle ujaale hain, ujle andhere hain
sa: ye pyaar ke baadal ghane kal ko pighal jaayen to
a: sun ai hasin ham vo nahin, ik din badal jaayen jo
sa: na hai zamin, na aasmaan
laaye kahaan ho hamko
a: baadal nagar hai mera ghar
laaya jahaan hu tumko
sa: chhodo hansi, baadal mein bhi, koi bhala rahta hai
a: a dekh le in aankhon se, deevaana sach kahta hai

sa: ( hun hun hun hun
a: hun hun ) -2
sa: la la la la la, la-la-la
a: ( hun hun hun hun
sa: hun hun ) -2
both: la la la la la, la-la-la

Na Hai Zameen Na Aasman » Sadhana Sargam Letras !!!

Videos de Sadhana Sargam

Esta web no aloja ningun archivo mp3©Fox.MusicaDe.Win 2025 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2025, Escuchar Musica

Musica 2025, Musica 2025 Online, Escuchar Musica Gratis 2025, Musica 2025 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.