Nahi samajh sakay yeh sahafiyo ka naya zamana
Jo kamzor nikla uska hi tou ghar hai jalana
Baray majboor hain woh jinho nay such ko nahi apnaya
Baray majboor hain hum mehnat say kya kuch nahi paya
Jo bhi ho
Teray liyay hum mar gaye andhay ho gaye ho kya
Apnay junoon say dartay ho kyun
Agaye ho phir yaha
Tou hai aisi husti jo dhalti nahi
Kyun ho gaye ho bekhuda
Aur teray liyay yeh duniya bani
Pagal ho gaye ho kya
Moti kitaabain parh kay hamnay apni ruh ko banaya
Jitni behes karlo utna dil ko chain nahi aaya
Motay alfaazo say tum hukoomat ko pata suko gay
Par in sahafiyo ko asliyat dikha na suko ga
Jo bhi ho
Teray liyay hum mar gaye andhay ho gaye ho kya
Apnay junoon say dartay ho kyun
Agaye ho phir yaha
Tou hai aisi husti jo dhalti nahi
Kyun ho gaye ho bekhuda
Aur teray liyay yeh duniya bani
Pagal ho gaye ho kya
Meri soch kay mutabik hum kissi say kam nahi hain
Meri soch kay mutabik mein kisi say kam nahi hoon
Meri soch kay mutabik
Jo bhi ho
Teray liyay hum mar gaye andhay ho gaye ho kya
Apnay junoon say dartay ho kyun
Agaye ho phir yaha
Tou hai aisi husti jo dhalti nahi
Kyun ho gaye ho bekhuda
Aur teray liyay yeh duniya bani
Pagal ho gaye ho kya