Video de: Jalti Dhup Mein Lyrics Sunidhi Chauhan » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Jalti Dhup Mein 2025 Sunidhi Chauhan » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Jalti Dhup Mein Lyrics Sunidhi Chauhan » Hindu

Sunidhi Chauhan - Jalti Dhup Mein Lyrics


Jalti Dhup me Halki Hawa chal gayi,
Mila Bhrosha yaar ka, Ja phir sambhal gayi,

Khwahis Saans le, Janjire pigal gayi,
Sabaa umeed ko mathe pe yu mal gayi,

Sune Sehrao me hasrat pali hai,
Hi, Tufan me aaj ye shamma jali hai

Sayad hai ye dosti, ya Imaan ka Asar - 2
Aage kya likha humko kya khabar.
Imaan ka asar - 4

Din Mehak Mehak gaya, Raat machal machal gayi,
Chah jara tha ab magar, Niyat badal badal gayi,

Ho, Bechen jindagi Sukoon paye,
Hoy, Dil ki ye aarzoo lab pe to aaye,

Sayad hai ye dosti ya Imaan ka asar - 2
Aage kya likha humko kya khabar.
Imaan ka asar - 4

Jalti Dhup me Halki Hawa chal gayi,
Mila Bhrosha yaar ka, Ja phir sambhal gayi,

Kaisa saaj hai, Tanha Jaa behal gayi
Dhimi si taal par, Aasaayen machal gayi,
Sune Sehrao me hasrat pali hai,
Hi, Tufan me aaj ye shamma jali hai

Sayad hai ye dosti, ya Imaan ka Asar - 2
Aage kya likha humko kya khabar.
Imaan ka asar - 4

Jalti Dhup Mein » Sunidhi Chauhan Letras !!!

Videos de Sunidhi Chauhan