Video de: Sajna Ve Sajna Lyrics Sunidhi Chauhan » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Sajna Ve Sajna 2025 Sunidhi Chauhan » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Sajna Ve Sajna Lyrics Sunidhi Chauhan » Hindu

Sunidhi Chauhan - Sajna Ve Sajna Lyrics


Mann Saath Samandar Dol Gaya Jo Tu Aankhon Se Bol Gaya…
Oh… Mann Saath Samandar Dol Gaya Jo Tu Aankhon Se Bol Gaya
Le Teri Ho Gayi Yaar Sajna Ve Sajna, Ho Sajna Mere Yaar Sajna Ve Sajna
Jo Saath Samandar Dol Gaya Tere Pyaar Mein Le Bin Bol Gaya -2
Le Teri Ho Gayi Yaar Sajna Ve Sajna, Oh Sajna Mere Yaar Sajna Ve Sajna

Oh Re Oh Sajna Oh...
Tujhe Bhar Loon Apni Aankhon Mein, In Aankhon Ko Main Kholoon Na
Kholoon Apni Baaton Main Phir Is Duniya Se Boloon Na
Bhar Loon Apni Aankhon Mein, In Aankhon Ko Main Kholoon Na
Kholoon Apni Baaton Main Phir Is Duniya Se Boloon Na
Ho...
Main Dekhoon Main Baat Karoon Tere Saath Jeeyoon Tere Saath Maroon -2
Le Teri Ho Gayi Yaar Sajna Ve Sajna, Ho Sajna Mere Yaar Sajna..
Sajna…sajna...

Tu Aur Kissi Ka Na Hona, Main Jeete Jee Mar Jaaungi
Teri Khaatir Duniya Se Ab Tanha Hi Lad Jaaungi
Aur Kissi Ka Na Hona, Main Jeete Jee Mar Jaaungi
Teri Khaatir Duniya Se Ab Tanha Hi Lad Jaaungi
Maine Tujhko Kahaan Piya Ye Tan-man Tere Naam Kiya -2
Le Teri Ho Gayi Yaar Sajna…oh Sajna Mere Yaar Sajna Ve Sajna
Mann Saath Samandar Dol Gaya Jo Tu Aankhon Se Bol Gaya…
Oh… Mann Saath Samandar Dol Gaya Jo Tu Aankhon Se Bol Gaya
Le Teri Ho Gayi Yaar Sajna Ve Sajna, Ho Sajna Mere Yaar Sajna Ve Sajna
Ho…sajna…sajna…sajna…sajna…sajna…

Sajna Ve Sajna » Sunidhi Chauhan Letras !!!

Videos de Sunidhi Chauhan