Video de: Dil Yeh Behalta Nahin Hai Lyrics Sunidhi Chauhan » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Dil Yeh Behalta Nahin Hai 2025 Sunidhi Chauhan » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Dil Yeh Behalta Nahin Hai Lyrics Sunidhi Chauhan » Hindu

Sunidhi Chauhan - Dil Yeh Behalta Nahin Hai Lyrics


Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar
Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya
Kuch to bata jaan-e-jaan

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar
Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya
Kuch to bata jaan-e-jaan

Pehle bhi hum tum mile the
Par aisi haalat na thi
Pehle bhi bechain tha dil
Aise qayamat na thi

Khud ko na rok paoon
Bas tere paas aoon
Ke dil pe zor chalta nahin

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar

Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya
Kuch to bata jaan-e-jaan

Duniya lage hai nayi si
Chaahat puraani lage

Main hi nahin hoon deewana
Tu bhi deewani lage

Tune jo naam kaha hai
Maine woh sun liya hai
Tumhaara dil sambhalta nahin

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar

Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya
Kuch to bata jaan-e-jaan

Dil Yeh Behalta Nahin Hai » Sunidhi Chauhan Letras !!!

Videos de Sunidhi Chauhan