Video de: Ek Din Fursat Mein Lyrics Sunidhi Chauhan » Hindu Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Ek Din Fursat Mein 2025 Sunidhi Chauhan » Hindu y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Ek Din Fursat Mein Lyrics Sunidhi Chauhan » Hindu

Sunidhi Chauhan - Ek Din Fursat Mein Lyrics


ek din fursat mein thaamein haath hamare
le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren
chal diya ham bhi ghar se ham ke kuchh befikar se
dil tha apne bharose ham the dil ke sahaare
ek din fursat mein thaamein haath hamare
le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren

raah mein mod aaya roshani ho gayi kam - 2
kuchh dil ghabraya ke kahaan aa gaye ham
aage uss mod ke bhi toh bahaaren nahi thi - 2
bhule kuchh khwaahishen aur khwaab the badhawaaz
ek din fursat mein thaamein haath hamare
le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren

bewajah lag rahi thi jab talaash hamari - 2
ek khushboo uthi aur rutt badal gayi saari
saamne toh khade the faila ke baahen - 2
jaise har dard mera khud mein roke samaaye
dil bada mukhtasar tha tere seene pe sar tha
yun laga marr na jaaye itni khushiyon ke maare
ek din fursat mein thaamein haath hamare
le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren
ek din fursat mein thaamein haath hamare
le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren

Ek Din Fursat Mein » Sunidhi Chauhan Letras !!!

Videos de Sunidhi Chauhan