Escucha música Akhlaq Ahmed Kabhi Khowahishon Ne From Mehrbani Romanized de Genius Romanizations 2025 en línea | Musica Lyrics

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Escuche y comparte musica de Musica Akhlaq Ahmed Kabhi Khowahishon Ne From Mehrbani Romanized - Genius Romanizations » Lyrics OnLine con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Escucha Akhlaq Ahmed Kabhi Khowahishon Ne From Mehrbani Romanized » Genius Romanizations | Lyrics online.

Musica de Genius Romanizations del Genero: Lyrics Todos los artistas y cantantes de música de Lyrics son individuos talentosos y apasionados que dedican su vida a crear y compartir su arte con el mundo. Su música de Genius Romanizations tiene el poder de emocionarnos, inspirarnos y conectarnos a un nivel profundo. En este blog FoxMusicaDe, exploraremos el mundo de los artistas y cantantes de música del genero Lyrics, destacando su dedicación, creatividad y contribuciones a la cultura.

Los artistas y cantantes de música tienen la capacidad única de expresar sus emociones y experiencias a través de su voz y talento musical. A través de sus letras y melodías, nos llevan a un viaje emocional y nos permiten conectarnos con nuestras propias emociones.

Además de su talento musical, los artistas y cantantes son verdaderos profesionales en su campo. Trabajan arduamente para perfeccionar su

  • Akhlaq Ahmed Kabhi Khowahishon Ne From Mehrbani Romanized - Genius Romanizations 2:31

Genius Romanizations - Akhlaq Ahmed Kabhi Khowahishon Ne From Mehrbani Romanized Lyrics


[Verse 1]
Aaah, aaah
Aap sunte hein, haal-e-dil mera
Yeh inayat hai, meherbani hai
Warna mein kya? meri haqeeqat kya?
Iss qadar bas meri kahani hai
(SubhanAllah, SubhanAllah)

[Chorus]
Kabhi khwahishon ne loota
Aah, kabhi khwahishon ne loota
Kabhi be-basi ne maara
Kabhi khwahishon ne loota
Kabhi be-basi ne maara
Gila maut se nahin hai
Gila maut se nahin hai
Humein zindagi ne maara
Kabhi khwahishon ne loota
Kabhi be-basi ne maara

[Verse 2]
Dil ke jalte huye jungle ko bator-e-toofan
Duniya walon ne faqat tez hawaain di hein
Hum ne kheraat bhi maangi hai to logon ne humein
Kabhi nafrat kabhi marne ki duaen di hein
Kahan tak fareeb khaaen?
Yahan kis ko aazmaen?
Hoo, yahan kis ko aazmaen?
Kia aitebar jis pe, ussi aadmi ne maara
[Chorus]
Gila maut se nahin hai
Gila maut se nahien hai
Humein zindagi ne maara
Kabhi khwahishon ne loota
Kabhi be-basi ne maara

[Verse 3]
Sehte sehte sitam zamane ke
Pekar-e-yaas ho gaye hein hum
Phool maro to chot lagti hai
Itne hassaas ho gaye hein hum
Meri daastaan na poocho
Mere zakham gin ke dekho
Hoo, mere zakham gin ke dekho
Wo ghareeb-e-shaher hoon mein
Jise be-kasi ne maara

[Chorus]
Gila maut se nahin hai
Gila maut se nahin hai
Humein zindagi ne maara (Wah, wah)
Kabhi khwahishon ne loota
Kabhi be-basi ne maara

[Verse 4]
Kya shikayat karein kisi se ham
Jab naseebon mein hi bahaar nahi
Log jhuk kar salaam karte hein humein
Kya kahein waqt saz gaar nahi
Naa zamana saz hoon mein
Naa gharaz hai maal-o-zar se
Hoo, naa gharaz hai maal-o-zar se
Mere doston mujhe to
Meri saadgi ne maara
[Chorus]
Gila maut se nahin hai
Gila maut se nahin hai
Humein zindagi ne maara
Kabhi khwahishon ne loota
Kabhi be-basi ne maara

Akhlaq Ahmed Kabhi Khowahishon Ne From Mehrbani Romanized » Genius Romanizations Letras !!!

Lyrics de: Genius Romanizations

Esta web no aloja ningun archivo mp3©Fox.MusicaDe.Win 2025 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2025, Escuchar Musica

Musica 2025, Musica 2025 Online, Escuchar Musica Gratis 2025, Musica 2025 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.