Escucha música Kshmr Yungsta Y Lisa Mishra Khoya Sab Romanized de Genius Romanizations 2025 en línea | Musica Lyrics

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Escuche y comparte musica de Musica Kshmr Yungsta Y Lisa Mishra Khoya Sab Romanized - Genius Romanizations » Lyrics OnLine con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Escucha Kshmr Yungsta Y Lisa Mishra Khoya Sab Romanized » Genius Romanizations | Lyrics online.

Musica de Genius Romanizations del Genero: Lyrics Todos los artistas y cantantes de música de Lyrics son individuos talentosos y apasionados que dedican su vida a crear y compartir su arte con el mundo. Su música de Genius Romanizations tiene el poder de emocionarnos, inspirarnos y conectarnos a un nivel profundo. En este blog FoxMusicaDe, exploraremos el mundo de los artistas y cantantes de música del genero Lyrics, destacando su dedicación, creatividad y contribuciones a la cultura.

Los artistas y cantantes de música tienen la capacidad única de expresar sus emociones y experiencias a través de su voz y talento musical. A través de sus letras y melodías, nos llevan a un viaje emocional y nos permiten conectarnos con nuestras propias emociones.

Además de su talento musical, los artistas y cantantes son verdaderos profesionales en su campo. Trabajan arduamente para perfeccionar su

  • Kshmr Yungsta Y Lisa Mishra Khoya Sab Romanized - Genius Romanizations 4:16

Genius Romanizations - Kshmr Yungsta Y Lisa Mishra Khoya Sab Romanized Lyrics


[Chorus: Yungsta & Yungsta & Lisa Mishra]
Khoya saath lage khoya sab par ye aankhein kabhi roi nahi (Roi nahi)
Uthaaye jokhim hamne roz hi naye (Roz hi naye), jab thi khane ko rozi-roti nahi (Roti nahi)
Mili izzat, mili taakat par talaasha maine chain thoda jab na mila vo hi kahin (Kahin nahi)
Khoja khud mein bhi aur khoja jag (Khoja jag), khud ki khamiyaan par khoji nahi (Khoji nahi)
Ye maya ka hai moh nahi sahi (Moh nahi sahi)
Ye maya ka hai moh nahi sahi (Moh nahi sahi)
Khoya pyaar, isme khoya sab par ye aankhein kabhi roi nahi, roi nahi (Yeah, yeah, yeah)

[Verse 1: Yungsta]
Kya hai sahi aur hai galat kya? (Kya?)
Mujhe nahi pata hai farak kya (Kuch nahi)
Bas dekha apno ko sote bhookhe pet aur jaanata hota vo dard kya
Chukaaye jo sar the karze mere
Jo jeeta nahi main vo shart kya? (Kya?)
Is haar aur jeet ke beech mein rahta khof mera, aajaye ant na
Dikhe bas kohra aage, lage khudko hi kho raha main (Kho raha main)
Kya tha main pehle aur kya ban gaya main?
Karen ye izzat meri ya karen ye daya mujhko dekh ke (Dekh ke)
Choti pe hoon khada main par ja rahi zameen ye pairo ke neeche se phisal
Is maya ke jaal se chahoon ke jaaun main nikal
Rahti hai apnon ki jaanon ki fikar (Fikar)
Neendein haram, karoon main shaant kaise sar mein chalti aawaazon ko? (Chup)
Hone nahin deta kabhi nam in aankhon ko
Par kaise badloon main ab in haalaaton ko? (Kaise?)
Karne hain pure kuch adhoore khwabon ko
Kaise chalaaoon main vaapas se thami un saanson ko (*Ambulance sirens*)
[Chorus: Yungsta & Yungsta & Lisa Mishra]
Khoya saath lage khoya sab par ye aankhein kabhi roi nahi (Roi nahi)
Uthaaye jokhim hamne roz hi naye (Roz hi naye), jab thi khane ko rozi-roti nahi (Roti nahi)
Mili izzat, mili taakat par talaasha maine chain thoda jab na mila vo hi kahin (Kahin nahi)
Khoja khud mein bhi aur khoja jag (Khoja jag), khud ki khamiyaan par khoji nahi (Khoji nahi)
Ye maya ka hai moh nahi sahi (Moh nahi sahi)
Ye maya ka hai moh nahi sahi (Moh nahi sahi)
Khoya pyaar, isme khoya sab par ye aankhein kabhi roi nahi, roi nahi (Yeah, yeah, yeah)

[Verse 2]
Mujhe lagta tha hoon main shapit (Shraap) phir pata chala ke main khud hi hoon shraap (Shraap)
Kitne jo khade khilaaf (Shraap), hai meri sangat kharaab (Shraap)
Tha mera mattha kharaab, jo kheecha tujhe bhi is daldaal mein, khatron se bhare is jangal mein (Jangal)
Hai mera kasoor, jaane diya tujhe ghar vaapis akela us raat
Ye jaan ke bhi ki ho rahi gun teri jaam (Jaam)
Aur dushman ne kar diya jang ka ilaan
Par na tha jaanta main hogi meri kismat itni kharaab
Ke usi din teri jaan ke aayenge peeche vo
Karte waar bhi jo peeche se (*Gunshots*)
Geedad ye panther gali ke the
Jab se hui zindagi behtar apni, saale, jalte tabhi se the (Tabhi se the)
Aaya bhaabhi ka call, tu ghar pe aaya nahi laut ke
A paata jab tak samajh ke hua kya hai, tab tak ho chuki thi bahut der (*ECG beeps*)
Usne to de bhi di maafi (*ECG beeps*), par na kar pata main khud hi ko maaf (*ECG beeps*)
Toot gaya andar se main bhi (*ECG beeps*) jab haathon mein mere todi tune saans (*ECG beeps*)
[Chorus: Yungsta & Yungsta & Lisa Mishra]
Khoya saath lage khoya sab par ye aankhein kabhi roi nahi (Roi nahi)
Uthaaye jokhim hamne roz hi naye (Roz hi naye), jab thi khane ko rozi-roti nahi (Roti nahi)
Mili izzat, mili taakat par talaasha maine chain thoda jab na mila vo hi kahin (Kahin nahi)
Khoja khud mein bhi aur khoja jag (Khoja jag), khud ki khamiyaan par khoji nahi (Khoji nahi)
Ye maya ka hai moh nahi sahi (Moh nahi sahi)
Ye maya ka hai moh nahi sahi (Moh nahi sahi)
Khoya pyaar, isme khoya sab par ye aankhein kabhi roi nahi, roi nahi

[Outro: Lisa Mishra]
Khoya saath lage khoya sab par ye aankhein kabhi roi nahi
Uthaaye jokhim hamne roz hi naye, jab thi khane ko rozi-roti nahi
Mili izzat, mili taakat par talaasha maine chain thoda jab na mila vo hi kahin
Khoja khud mein bhi aur khoja jag, khud ki khamaaiyaan par khoji nahi
Haan

Kshmr Yungsta Y Lisa Mishra Khoya Sab Romanized » Genius Romanizations Letras !!!

Lyrics de: Genius Romanizations

Esta web no aloja ningun archivo mp3©Fox.MusicaDe.Win 2025 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2025, Escuchar Musica

Musica 2025, Musica 2025 Online, Escuchar Musica Gratis 2025, Musica 2025 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.