Escucha música Sunny Khan Durrani Mandir Masjid Romanized de Genius Romanizations 2025 en línea | Musica Lyrics

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Escuche y comparte musica de Musica Sunny Khan Durrani Mandir Masjid Romanized - Genius Romanizations » Lyrics OnLine con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Escucha Sunny Khan Durrani Mandir Masjid Romanized » Genius Romanizations | Lyrics online.

Musica de Genius Romanizations del Genero: Lyrics Todos los artistas y cantantes de música de Lyrics son individuos talentosos y apasionados que dedican su vida a crear y compartir su arte con el mundo. Su música de Genius Romanizations tiene el poder de emocionarnos, inspirarnos y conectarnos a un nivel profundo. En este blog FoxMusicaDe, exploraremos el mundo de los artistas y cantantes de música del genero Lyrics, destacando su dedicación, creatividad y contribuciones a la cultura.

Los artistas y cantantes de música tienen la capacidad única de expresar sus emociones y experiencias a través de su voz y talento musical. A través de sus letras y melodías, nos llevan a un viaje emocional y nos permiten conectarnos con nuestras propias emociones.

Además de su talento musical, los artistas y cantantes son verdaderos profesionales en su campo. Trabajan arduamente para perfeccionar su

  • Sunny Khan Durrani Mandir Masjid Romanized - Genius Romanizations 4:17

Genius Romanizations - Sunny Khan Durrani Mandir Masjid Romanized Lyrics


[Verse]
Kya kuch bhi nahi seekha apne aaba-o-ajdaad se?
Kya chahte ham unki bhi zulmat ko maat de?
Kya chahte phirse hukm kare ham pe aake gore?
Ek jism ke do haath, ek doosre ko tode
Maulvi bola "Toh tune mandir jala diya?"
Pandit bola "Toh tune masjid jala diye?"
Mulle aur pandit me farq thoda bhi na
Haan honge kuch theek, baqi beche fitna
Kyuki kharidaar boht khade yaha line me
Kyuke ye hashar se sab tum ko daraye
Bataye tera rab khush jab tum maaro dusre ko
Aisa na likha chahe Geeta ya Quran ho
Khud padh ke dekho agar shaq meri baat pe
Banda roya hath se se, to tu hoga aag me
Dono mulk to hamse sambhaale nai jaate
Aur lage hai kashmir ko ye apna banane me
Jo paisa ye laga dete aslaha kharidne me
Voh hi paisa kyu nai dete haath me faqeer ke
Bandar baant karke inhe karni huqoomat
Bole mazab ke naam pe gareebo ka khoon kar?
Ab aake na batana kisne pehel ki
Dange me pitne wali teri bhi behen thi
Allah-u-Akbar aur Jai Shree Ram me
Gareebo ke bacche apne baap gawa gaye
Na Ram ne sikhai kabhi khoon ki pyaas
Na Nabi Pak ne kaha karo dange fasad
Ameer mehel me baitha tum bachane chale dharam
Balataar khuda ke naam pe tumhe aati nai kya sharam
Ghar se nikle dekh ke Jannat ke khwaab
Jin darindo ko dozakh me bhi na mile panaah
Maa bewa hogyi yaha beti ka jahaiz jale
Ye to maze me lifafe lete mez tale
Kal ke tere faisle karte ye kothiyon pe
Dehshatgardi goondh ke ye dete tumhe rotiyo me
Galiyo me laasho pe laashein bicha ke
Konsa khuda is wehshat pe khush hoga?
Usne tujhe bola mere bando ki hifaazat kar
Tune uska banda laal rang me bhigo diya
Jod-jod ke paisa jo gareeb ka tha ghar bana
Dharam ke rakhwale ne 2 minute me vo loot liya
Tu ghar se nikla tha jab mazhab ko bachane
Phir kyu shutter tod loote gareeb ki dukaane?
Ye kare apni loot maar, dharam ki taaq me
Udhar baitha baccha, apne jale ghar ki raakh me
Puchta sawaal vo khuda or khudai se
Uska kya qasoor is mazhab ki ladai me?
Sarhad paar baitha ladka kehta mujhse nafrat hai
Bhul ja mera mulq mazhab, phir kya tujhe dikkat hai?
Delhi ho Karachi, Peshawar ya ho Mumbai
Mulk aur mazhab side pe tum sab mere bhai
Mujhe hoti hai taqleef jab ye ladte hai aapas me
Online baithe nafrat se bharte comment section
Aur tumhare siyaasatdaan apne bistar me sote
Apne baccho ko vo qalam aur tumhe vo pistol de
Aag hi laga doge jab sab ibaadatgaah ko
Phir konsa bhagwaan aur konsa khuda mile?
Naaliyo me laashe bahe naam pe us rab ke
Shaitaan bhi shayad tod chuke dum yaha kab ke
[Outro]
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Mandir jala rahe hai
Masjid jala rahe hai
Ham kaha ko jaa rahe hai?
Ham kaha ko jaa rahe hai?

Sunny Khan Durrani Mandir Masjid Romanized » Genius Romanizations Letras !!!

Lyrics de: Genius Romanizations

Esta web no aloja ningun archivo mp3©Fox.MusicaDe.Win 2025 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2025, Escuchar Musica

Musica 2025, Musica 2025 Online, Escuchar Musica Gratis 2025, Musica 2025 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.