Musica de Genius Romanizations del Genero: Lyrics Todos los artistas y cantantes de música de Lyrics son individuos talentosos y apasionados que dedican su vida a crear y compartir su arte con el mundo. Su música de Genius Romanizations tiene el poder de emocionarnos, inspirarnos y conectarnos a un nivel profundo. En este blog FoxMusicaDe, exploraremos el mundo de los artistas y cantantes de música del genero Lyrics, destacando su dedicación, creatividad y contribuciones a la cultura.
Los artistas y cantantes de música tienen la capacidad única de expresar sus emociones y experiencias a través de su voz y talento musical. A través de sus letras y melodías, nos llevan a un viaje emocional y nos permiten conectarnos con nuestras propias emociones.
Además de su talento musical, los artistas y cantantes son verdaderos profesionales en su campo. Trabajan arduamente para perfeccionar su
Los artistas y cantantes de música también tienen una gran capacidad para adaptarse y reinventarse. Pueden explorar diferentes géneros musicales, colaborar con otros artistas y experimentar con nuevos sonidos. Esta flexibilidad les permite evolucionar y mantenerse relevantes en un mundo musical en constante cambio.
Además de su música, los artistas y cantantes también tienen una gran influencia en la sociedad. Utilizan su plataforma para abogar por causas importantes, como la igualdad, la justicia social y el cambio positivo. A menudo, se convierten en modelos a seguir para sus seguidores, inspirándolos a perseguir sus sueños y a creer en sí mismos.
Ser un artista o cantante de música no es solo una profesión, sino una forma de vida. Requiere pasión, dedicación y perseverancia. Aunque puede haber desafíos en el camino, los artistas y cantantes encuentran satisfacción en el hecho de que su música puede tocar la vida de las personas y dejar un impacto duradero.
En este blog, exploraremos más a fondo las historias de artistas y cantantes famosos, así como también brindaremos consejos y recursos para aquellos que están comenzando en la industria musical. También destacaremos la importancia de apoyar y valorar el trabajo de los artistas y cantantes, ya que su contribución es invaluable para la cultura y la sociedad.
En resumen, los artistas y cantantes de música son individuos talentosos y apasionados que nos brindan música inspiradora y significativa. Su dedicación, creatividad y contribuciones a la cultura merecen ser reconocidas y celebradas. Únete a nosotros en este emocionante viaje para explorar el mundo de los artistas y cantantes de música y descubrir el poder transformador de su arte.
te presentamos una lista de sus mejores exitos de Genius Romanizations mas escuchas y buscadas en internet: Azari Black Out Ft Flower Romanized, Ciipher Fire Romanized, Ado Dignity Romanized, Ado Rebellion Romanized, Bvndit My Error Romanized, Baek A Amor Romanized, Rose Y Bruno Mars Apt Romanized, Atols Tooryanse Ft Kafu Y Coko Romanized, Babymonster Woke Up In Tokyo Romanized, Ado Dried Flowers Romanized, Ateez If Without You Romanized, Arijit Singh Y Neeti Mohan First Class Romanized, Bdc Chemical Romanized, Ablue Carnival Romanized, Adora Blue Blue Space Romanized, Astro Someone Else Romanized, Bharat Chauhan Y Seedhe Maut Shaayar Romanized, Big Baby Tape Y Kizaru 99 Problems Romanized, Craxy Gaia Romanized, 8turn Wonder Romanized
[Chorus]
Hamein to loot liya milke husn walon ne
Kaale-kaale baalon ne, gore-gore gaalon ne
Hamein to loot liya milke husn walon ne
Kaale-kaale baalon ne, gore-gore gaalon ne
Hamein to loot liya milke husn walon ne
Kaale-kaale baalon ne, gore-gore gaalon ne
Ghalat hai loot liya tumko husn walon ne
Tumhein to loota tumhare bure khayalon ne
Ghalat hai loot liya tumko husn walon ne
Tumhein to loota tumhare bure khayalon ne
Ghalat hai loot liya tumko husn walon ne
Tumhein to loota tumhare bure khayalon ne
[Verse 1]
Nazar mеin shokiyaan hain, bachpana shararat mein
Adaayen dekh kе hum lut gaye mohabbat mein
Hum apni jaan se jaayen ge jinki ulfat mein
Yakeen hai ke na aayen ge woh bhi maiyyat mein
Khuda sawaal karega agar qayamat mein
To hum bhi keh denge hum lut gaye sharafat mein
[Chorus]
Hamein to loot liya milke husn walon ne
Kaale-kaale baalon ne, gore-gore gaalon ne
Hamein to loot liya milke husn walon ne
Kaale-kaale baalon ne, gore-gore gaalon ne
[Verse 2]
Pata tumhari aur [?] husn walon par
Khuda ki maar tumhare bure khayalon par
Nazar tumhari hamesha hai push jamalon par
Kisi ke baalon pe aashiq kisi ke gaalon par
Taras na khae ga koi tumhare haalon par
Zamana thuke ga, wallah, aesi chaalon par
Zuban ab bole agar tum ne husn walon par
Jawab saaf mile ga tumhein sawalon par
[Chorus]
Ghalat hai loot liya tumko husn walon ne
Tumhein to loota tumhare bure khayalon ne
Ghalat hai loot liya tumko husn walon ne
Tumhein to loota tumhare bure khayalon ne
[Verse 3]
Wahin-wahin pe qayamat ho woh jidhar jaayein
Jhuki-jhuki hui nazron se kaam kar jaayen
Tarapta chhor dein raste mein aur guzar jaayen
Sitam to yeh hai ke dil le lein aur mukar jaayen
Samajh mein kuch nahi aata ke hum kidhar jaayen
Yahi iraada hai yeh kah ke hum to mar jaayen
[Chorus]
Hamein to loot liya milke husn walon ne
Kaale-kaale baalon ne, gore-gore gaalon ne
Hamein to loot liya milke husn walon ne
Kaale-kaale baalon ne, gore-gore gaalon ne
[Verse 4]
Chahne walon mein mohabbat ki kami hoti hai
Dil dene walon ki taqdeer buri hoti hai
Unki baaton mein banawat hi banawat dekhi
Sharam aankhon mein nigahon mein shararat dekhi
Aag pehle to mohabbat ki laga dete hain
Apne rukh-e-saar ka deewana bana dete hain
Dosti kar ke phir anjaan nazar aate hain
Sach to yeh hai ke baiman nazar aate hain
Mot se kam nahi duniya mein mohabbat unki
Bin paharon ke guzarte hain magar mar-mar ke
Lut gaye hum to faqat unpe bharosa kar ke
[Chorus]
Ghalat hai loot liya tumko husn walon ne
Tumhein to loota tumhare bure khayalon ne
Ghalat hai loot liya tumko husn walon ne
Tumhein to loota tumhare bure khayalon ne
[Verse 5]
Wafa ke naam pe mara hai bewafaon ne
Ke dam bhi humko na lene diya jafaon ne
Khuda bhula diya in husn ke Khudaon ne
Mita ke chhor diya ishq ki khataon ne
Urraye hai kabhi zulf ki hawaon ne
Haya-o-naaz ne aur kabhi adaaon ne
[Chorus]
Hamein to loot liya milke husn walon ne
Kaale-kaale baalon ne, gore-gore gaalon ne
Hamein to loot liya milke husn walon ne
Kaale-kaale baalon ne, gore-gore gaalon ne
[Verse 6]
Jahan kahein tumhein koi haseen nazar aaya
Tumhare dil ne tumhari nazar ko behkaya
Tumhare dil se sharafat ko yoon mita dala
Bure khayalon mein andha tumhein bana dala
Bure [?] ne burai ka beech bote ho
Tum apni aap rooh khud apne haath khote ho
Zara batao haseeno ke kon hote ho
Hamesha husn ka rona jahan mein rote ho
[Chorus]
Ghalat hai loot liya tumko husn walon ne
Tumhein to loota tumhare bure khayalon ne
Ghalat hai loot liya tumko husn walon ne
Tumhein to loota tumhare bure khayalon ne
[Verse 7]
Hazaron lut gaye nazaron ke ik ishare par
Hazaron beh gaye toofan banke dhaaron par
Na inke waadon ka kuch theek hai, na baaton par
Bohot haseen hai waise to bholpan inka
Inhi ke maare huye hum bhi hain zamane mein
Hain chaar lafz mohabbat ke is fasane mein