[Intro]
Kya?
[Chorus]
Jo tu nasha, to hone de mujhe
Bhi behaya, main hona chahun
Jo lapata, to hone de mujhe
Yun rok na ye iltaza
Jo tu nasha, to hone de mujhe
Bhi behaya, main hona chahun
Jo lapata, to hone de mujhe
Yun rok na ye iltaza
[Verse 1]
Hai ye jo nasha, teri aankhon se behta pee loon main
Madhosh yahan, mahaul bana ise jee loon main
Jo tu hai dawa, manzoor saja, sau baar bhi has kar hi loon main
Khamosh kahani nazron ki, hoti na bayan kahani tu hai
Aaj maza to mizaaj mein hai
Dono yahan hum saath jo hai
Hone khafa ab saare ye taare
Wo noor kahan hai jo aap mein hai
[Pre-Chorus]
Kyun rok loon khud ko?
Mujhe keh jaane de
Ye gaane ke bol, na jaana ye
Jazbaat hai, beh jaane de
Haan tera hua main
Tera hi reh jaane de
Main jee bhar ke pee loon na
Aankhen teri kam hai, mahkhane se
[Chorus]
Jo tu nasha, to hone de mujhe
Bhi behaya, main hona chahun
Jo lapata, to hone de mujhe
Yun rok na ye iltaza
[Spoken Word]
Kabhi lagta hai, ye gaane-vaane sab jhooth hain
Kabhi lagta hai, sirf yahi sach hai
And I know you want me to spend more time with you but
Kya karoon? this is what I am now
[Verse 2]
Baat kari tujhse to khoya main aaj
Sab hai pata tujhe na koi hai raaz
Ek na hazaar likhe kisse kalam ne par
Itni ruhani kabhi bani na baat
Yaad mein kabhi tu meri hona nirash
Abhi zara jang meri khud ke saath
Pal ye wale bhi hone kaid itihaas mein
Main likh doon zara jo ye sama ye tera naam
Raatein na kam kisi khwaab se ye
Sharmaana tera bhi laazmi hai
Deewane hum bhi bahak jo gaye kyun na
Aankh hate meri aap se hai
[Pre-Chorus]
Kyun rok loon khud ko?
Mujhe keh jaane de
Ye gaane ke bol, na jaana ye
Jazbaat hai, beh jaane de
Haan tera hua main
Tera hi reh jaane de
Main jee bhar ke pee loon na
Aankhen teri kam hai, mahkhane se
[Chorus]
Jo tu nasha, to hone de mujhe
Bhi behaya, main hona chahun
Jo lapata, to hone de mujhe
Jo tu nasha, to hone de mujhe
Bhi behaya, main hona chahun
Jo lapata, to hone de mujhe
Yun rok na ye iltaza
[Outro]
Kya? Phir
Kya?