[Intro: Udit Narayan]
Chaahe tum kuch na kaho, maine sun liya
Ke saathi pyaar ka mujhe chun liya, chun liya
Maine Sun liya
[Instrumental-break]
[Chorus: Udit Narayan]
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata
[Post-Chorus: Udit Narayan]
Pehla nasha
Pehla khumaar
[Instrumental-break]
[Verse 1: Udit Narayan]
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan or zameen
Kaho yaaron kya karoon, kya nahin
[Chorus: Udit Narayan]
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata
[Post-Chorus: Udit Narayan]
Pehla nasha
Pehla khumaar
[Instrumental-break]
[Verse 2: Sadhana Sargam]
Usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya wo hazaaron range ke
Usne baat ki kuchaise dhang se
Sapne de gaya wo hazaaron range ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome wo mujhe pyaar se
[Chorus: Sadhana Sargam]
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar