[Intro]
Hmm, hmm, hmm, hmm
[Verse 1]
Umar guzre gi imtehaan main kya?
Umar guzre gi imtehaan main kya?
Daagh hi dein ge mujh ko daan main kya?
Daagh hi dein ge mujh ko daan main kya?
[Chorus]
Yoon jo takta hai aasmaan ko tu
Yoon jo takta hai aasmaan ko tu
Koi rehta hai aasmaan main kya?
Koi rehta hai aasmaan main kya?
Daagh hi dein ge mujh ko daan main kya?
[Verse 2]
Mujh ko to koi tokta bhi nahi
Mujh ko to koi tokta bhi nahi
Yehi hota hai khandaan main kya?
Yehi hota hai khandaan main kya?
[Chorus]
Yoon jo takta hai aasmaan ko tu
Yoon jo takta hai aasmaan ko tu
Koi rehta hai aasmaan main kya?
Koi rehta hai aasmaan main kya?
Daagh hi dein ge mujh ko daan main kya?
[Verse 3]
Yeh mujhe chain kyun nahi parhta?
Yeh mujhe chain kyun nahi parhta?
Yeh mujhe chain kyun nahi parhta?
Aik hi shakhs tha jahaan main kya?
Aik hi shakhs tha jahaan main kya?
[Chorus]
Yoon jo takta hai aasmaan ko tu
Yoon jo takta hai aasmaan ko tu
Koi rehta hai aasmaan main kya?
Koi rehta hai aasmaan main kya?
Daagh hi dein ge mujh ko daan main kya?