[Verse 1]
Dukh bujha ke toh hans diye
Dard de liken muskura do
Mere armaanon ki raakh pe khare
Meri rooh ko sataa bhi do
[Chorus]
Kyun mein chahun tere paas aana
Tere ishq mein ruswa hona
Aakhir kitni dafa tum se mein pyaar karun
Aakhir kitni baar iqraar karun
Aur [?]
Mujhe azaad karo, mujhe azaad karo
[Bridge]
[?]
Haan kahe ya tu na kahe
[?] suke tere pyaar mein
Yeh khwab dekhna chhorh diye
[Chorus]
Kyun mein chahun tere paas aana
Tere ishq mein ruswa hona
Aakhir kitni dafa tum se mein pyaar karun
Aakhir kitni baar iqraar karun
Aur [?]
Mujhe azaad karo, mujhe azaad karo
[Instrumental-Break]