Ek oar badhne lagein jo
Ek dor bandhne lagein jo
Ek shor karne lagein jo
Do dil...
Ek chaal chalne lagein jab
Ek dhaal dhalne lagein jab
Ek thaal chakhne lagein jab
Do dil...
Judne lagein, lagein...
Do dilon ke jab kinaare
Udne lagein...
Ishaqzaade, Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ho Dil pe jo bhi bair beeta
Dil pe jo bhi bair beeta
Teri khair pe vaar diya
Jal jalakar jo bhi jeeta
Tere pyaar pe haar diya
Humko khud mein shaamil kar le
Ab toh khud ke qaabil kar le
Rang tumhaare rum jaayenge
Sang tumhaare san jaayenge
Ishaqzaade, Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Oh Seele seele sapne apne
Seele seele sapne apne
Pyaar ki dhoop se sokhenge
Neele naino ki do nehren
Dil ke baandh se rokenge
Khaak se khwaabon ko bun le
Raakh se bhi khushiyan chun le
Bujhte jalte, chalte jaayen
Girte uthte, badhte jaayen
Ishaqzaade, Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ek oar badhne lage hain
Ek dor bandhne lage hain
Ek shor karne lage hain
Do dil....
Ek chaal chalne lage hain
Ek dhaal dhalne lage hain
Ek thaal chakhne lage hain
Do dil...
Judne lagein, lagein...
Do dilon ke jab kinaare
Udne lagein...
Ishaqzaade, Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade