[Chorus]
Haan issi morr par
Iss jaga beth kar
Haan issi morr par
Iss jaga beth kar
Tum ne wada kiya tha
Saath do ge zindagi bhar
Chhor kar tum na jao ge
Haan issi morr par
Iss jaga beth kar
[Verse 1]
Yaad hai aaj bhi mujh ko
Uss hasee'n shaam ka manzar
Dil jahan mein ne haara tha
Mein ne tum ko pukara tha
Pyar se ajnabi keh kar
[Chorus]
Haan issi morr par
Iss jaga beth kar
Tum ne wada kiya tha
Saath do ge zindagi bhar
Chhor kar tum na jao ge
Haan issi morr par
Iss jaga beth kar
[Verse 2]
Meri dewangi mujh ko
Phir issi morr par laai
Dhoondta phir raha hoon mein
Apni viraan tanhai
Reh gai aarzu jal kar
[Chorus]
Haan issi morr par
Iss jaga beth kar
Tum ne wada kiya tha
Saath do ge zindagi bhar
Chhor kar tum na jao ge
Haan issi morr par
Iss jaga beth kar