[Intro: Paradox]
Yeah, yeah, yeah
Yeah, yeah, yeah, yeah
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, mere zakhmo ka zimmedaar hoon
[Chorus: Paradox]
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, mere zakhmo ka zimmedaar hoon
[Verse 1: Arpit Bala]
Haan, hogi khushi jo na teri nazar mein
Na lag jaaye nazar jiski baahon se jalta main
Aashiq to main bhi tha tera haan
Aakhir mein, khel hi hai aisa ki baazi ab uski
To jeene do usko, jo chhoota tujhe
Main karvat badalta, ab badlu main khudko
Haan, bhoola main, bhoola ye, sab kuch tha bhoola
Ki aashiq to main bhi tha tera, haan, akhir mein
Akhir mein, beetе pal ko kal mein dhoond raha hoon
Sach mein bolu tujhko, tujh mein kal sе cheen raha hoon
[Bridge: Paradox]
Cheen raha hoon
Aakhir mein, beshumaar kyun?
Zimmedaar hoon
[Chorus: Paradox]
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, mere zakhmo ka zimmedaar hoon
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, mere zakhmo ka zimmedaar hoon
[Verse 2: Paradox]
Ab na vishvaas hai gairo pe (Gairo pe), piston ki chaap hai pero pe (Pairo pe)
Chehra libaas se padhna, ek raaz sa rakhna, hisaab se chaloge (Hisaab se chaloge)
Hisaab na karna tum pyaar se daroge, krar ke rehte izhaar se daroge
Ek baar ko karke sau baar ko maroge, sau baar ko maroge
Tu kehti, ni pasand tha tujhe main gairo ke saath hoon (Gairo ke saath hoon)
Maine bhi bola tha, "Mujhe ni pasand ho gairo ke saath tu"
Ab dekh na aaj tu vese hi roti hai, vese hi soti hai, vese hi khoti hai
Vese hi jaise-taise karke maine kati raatein
Aati raatein to ye kehti, "Baatein, aaja, aadhi-aadhi baatein
Thodi teri yaadein, thodi meri yaadein
Thode mein rehne de, tu thode mein rehne de, thode mein rehne de"
Ni jhelna phirse vo, dard puraana, vo ghar puraana, vo sar fukana
Phir dard bhulaana phir zakhm chhupaana
The cycle goes on, ye sab dohraana (Dohraana, dohraana, dohraana)