[Intro]
Jab hum ne khuda ka naam liya
Uss ne humein inaam diya
[Chorus]
Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera inaam Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera paigham Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Muhabbat amn hai aur amn ka paigham Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera paigham Pakistan
[Verse 1]
Khuda ki khaas rehmat hai
Buzurgon ki basharat hai
Kayi naslon ki qurbani
Kayi naslon ki mehnat hai
Asasa hai daleron ka
Shaheedon ki amanat hai
Ta'wun hi ta'wun hai
Muhabbat hi Muhabbat hai
Jabhi tareekh ne rakha hai
Iss ka naam Pakistan
[Chorus]
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera inaam Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera paigham Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Muhabbat amn hai—
Muhabbat amn hai aur amn ka paigham Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera paigham Pakistan
[Verse 2]
Andheron ko mataye ga
Ujala bann ke chhaye ga
Yeh khatta inqalabi hai
Nai dunya banaye ga
Agar Allah ne chaha
Zamana wo bhi aaye ga
Jahan tak waqt jaye ga
Isse aage hi paaye ga
Nida qaid ki hai
Iqbal ka ilhaam Pakistan
[Chorus]
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera inaam Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera paigham Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Muhabbat amn hai aur amn ka paigham Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera paigham Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Mera paigham Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan
Pakistan, Pakistan, Pakistan, Pakistan