[Skit: Tarana and Alif Abbas Qadri]
Tarana ji
Kya ek insaan ko dard ki aadat bhi lag sakti hai?
Ji haan bilkul
Ek tawaif se behtar aur kon jaanta hoga?
Hamari zindagi roz hi dard deti hai
Lekin maine suna hai ki ek insaan ko utna dard tabhi milta hai jab uss insaan se itni mohabbat bhi mili ho
Aapki aur Laila ke mohabbat ka aalam bhi kuch aisa hi raha hoga na?
Usske baare me bhi kuch bataiye na
Usske liye mujhe thoda peeche jaana padega