[Intro]
Aye, dil ko dukha ke thoda hum bhi dekhenge
Yaadon mein basa ke thoda hum bhi dekhenge
Shaayad hum juda huye to phir na milen
[Bridge]
Ho, na ja sarkaare, dekh to yahan re
Pyaar ke hain maare jaise toote taare
Hain bechaare, kai saare, kai saare
[Pre-Chorus]
Ho, main kya karti ek bahaana chun liya
Ho, tere chehre ka sirhaana bun liya
[Chorus]
Toota jo taara, zameen pe haara, khwaab hamaara
Falling from the sky
Samjhe ishaara, kehna tha chaah raha, saansen bachi na
Love me back to life
Love me back to life
[Verse]
Na dekha tune haal ye mera, mukaddar bhi saath na mera
Begaano-si main nachdi phiru, teri jogan banke saajna
Is hi tarah din katega mera, raatein hongi meri tanha
Tu sunega nahin, main bhi bolungi na, tujhse pyaar kiya
[Bridge]
Ho, jo tu hi nahin hai (Nahin hai) kya paas hamaare (Hamaare)
Wahi dil dooba re jahaan na kinara
Na sahaara, na tumhaara, na hamaara
[Pre-Chorus]
Ho, main kya karti ek bahaana chun liya
Ho, tere chehre ka sirhaana bun liya
[Chorus]
Toota jo taara, zameen pe haara, khwaab hamaara
Falling from the sky
Samjhe ishaara, kehna tha chaah raha, saansen bachi na
Love me back to life