[Verse 1: ?]
Dhunda tujhko har jagah, par tu mila nahi
Jaane hai tu kahan chhipa? Mujhko pata nahi
Manzilon ke paas hu, par faasle kayi
Main akela lad saku, par hai teri kami
[Chorus: ?]
Sanware, sanware
Sanware, sanware
[Verse 2: ?]
Koshishein bhi roothi mujhse, ye raasta hua khafa
Mai na samajh pau, hui kya khata?
Ab manzile bhi bole mujhse, ki yahi rukja
Par honsla kehta yahi, kon hai yahan?
[Chorus: ?]
Sanware, sanware
Sanware, sanware
Sanware, sanware
Sanware, sanware
[Verse 3: ?]
Main tod du tera bharam, hai mujhe teri kasam
Milna hoga manzil ko, ab na mai ruku kahi
Na mai thehru kahin, chal thaam mere haath ko
Hoga sawera tabhi
[Chorus: ?]
Sanware, sanware
Sanware, sanware
Sanware, sanware
Sanware, sanware
[Outro: ?]
Soona sa rasta tha phir, mujhko dikhi ek dor
Le gayi wo aandhiyon se, phir mila еk mod
Sanware, sanware
Sanware, sanwarе
Sanware