[Chorus]
Ay jawaan, ay jawaan, jeet hai tera nishaan
Ay jawaan, ay jawaan, manzil hai aasmaan
Ay jawaan, ay jawaan, josh teri pehchaan
Ay jawaan, ay jawaan, hai tu hi Pakistan
Jab tak hai jaan mein jaan
Tu josh ko rakh jawaan
Ay jawaan
[Verse 1]
Ham kisi se kam nahi
Is ka ham ko hai yaqeen
Aankh utha kar dekh le
Kisi mein itna dam nahi
Ham kisi se kam nahi
Is ka ham ko hai yaqeen
Jaan watan pe waar dain
Hoga ham ko gham nahi
Rashk ab karega saara zamana
Jab tak rahega jahaan
[Chorus]
Ay jawaan, ay jawaan, jeet hai tera nishaan
Ay jawaan, ay jawaan, manzil hai aasmaan
Ay jawaan, ay jawaan, josh teri pehchaan
Ay jawaan, ay jawaan, hai tu hi Pakistan
Jab tak hai jaan mein jaan
Tu josh ko rakh jawaan
Ay jawaan
[Verse 2]
Ham kisi se kam nahi
Is ka ham ko hai yaqeen
Mushkil khud par ro paren
Gar ham jaein jam kahin
Rashk ab karega saara zamana
Jab tak rahega jahaan
[Chorus]
Ay jawaan, ay jawaan, jeet hai tera nishaan
Ay jawaan, ay jawaan, manzil hai aasmaan
Ay jawaan, ay jawaan, josh teri pehchaan
Ay jawaan, ay jawaan, hai tu hi Pakistan
Jab tak hai jaan mein jaan
Tu josh ko rakh jawaan
Ay jawaan
Rashk ab karega saara zamana
Jab tak rahega jahaan
Ay jawaan, ay jawaan, jeet hai tera nishaan
Ay jawaan, ay jawaan, manzil hai aasmaan
Ay jawaan, ay jawaan, josh teri pehchaan
Ay jawaan, ay jawaan, hai tu hi Pakistan
Jab tak hai jaan mein jaan
Tu josh ko rakh jawaan
Ay jawaan, ay jawaan, jeet hai tera nishaan
Ay jawaan, ay jawaan, manzil hai aasmaan
Ay jawaan, ay jawaan, josh teri pehchaan
Ay jawaan, ay jawaan, hai tu hi Pakistan
Jab tak hai jaan mein jaan
Tu josh ko rakh jawaan
Ay jawaan, hai tu hi Pakistan
Ay jawaan, hai tu hi Pakistan
Ay jawaan, hai tu hi Pakistan
Ay jawaan