[Intro]
Main tooteya taara, na ambar sahaara
Alag soun mein te, main tere aitbaara
[Chorus]
Ishq goonga reha hanju bolda reha, haanji, bolda reha
Mushk khonda reha ishq ronda reha, haanji, ronda reha
Main tooteya taara, na ambar sahaara
Alag soun mein te, main tere aitbaara
Sahwan khonda reha dard honda reha, haanji, honda reha
Paas reh ke bhi door rahe ho
Duur reh ke mere dil mein
De ke nishani bhoolnay wale
Rehte ho mere dil mein
[Verse 1]
Baarish ki boondein kya kya yaadein dilayein
Girti hai jaise waise dil ko jalayein
Toote dilon ko yun jorrnе wale
Meri sadaayein duaеin bhi to sunn
Mujhe dikha ke wo chehra kabhi tu
Rakh le mera bharam
[Chorus]
Kya pyar saza hai, jo main ne kiya hai
Nahi milna tha woh dil kyun diya hai (Hoo)
[Verse 2]
Dil ke gharaunday mein ik sapna sajaya
Lagne laga hai koyi apna paraaya
Dil ke gharaunday mein ik sapna sajaya
Lagne laga hai koyi apna paraaya
Raatein bhi meri nahi tanha ab
Kese karun yeh kahani bayaan
Dil jo dharakta tha ab wo kahaan hai
Wo bhi kahin kho gaya
[Chorus]
Ho pyaar kiya hai, yeh pehli dafa hai
Usse na kehna mujhe kya hua hai
Ishq goonga reha hanju bolda reha, haanji, bolda reha
Mushk khonda reha ishq ronda reha, haanji, ronda reha