[Chorus]
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Tu to meri jaan hai
Tu to meri aan hai
Tu mera imaan hai
Mai bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
[Verse 1]
Kehti hain yeh raah-e-amal
Aao hum sath chalein
Kehti hain yeh raah-e-amal
Aao hum sath chalein
Mushkil ho ya aasaani
Hath main dalay hath chalein
Mushkil ho ya aasaani
Hath main dalay hath chalein
Dharkan hai Punjab agar
Dharkan hai Punjab agar
Dil apna mehraan hai
[Chorus]
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Tu to meri jaan hai
Tu to meri aan hai
Tu mera imaan hai
Mai bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
[Verse 2]
Gulshan hon ya parbat hon
Hum se koi door nahi
Gulshan hon ya parbat hon
Hum se koi door nahi
Dil kis ki tareef karay
Har gosha hai aap hasee'n
Dil kis ki tareef karay
Har gosha hai aap hasee'n
Suraj hai sarhad ki zamee'n
Suraj hai sarhad ki zamee'n
Chand Balochistan hai
[Chorus]
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Tu to meri jaan hai
Tu to meri aan hai
Tu mera imaan hai
Mai bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
[Verse 3]
Pakistan aqeeda bhi
Pakistan yaqee'n bhi haI
Pakistan aqeeda bhi
Pakistan yaqee'n bhi haI
Pakistan nazarya bhi
Pakistan zamee'n bhi hai
Pakistan nazarya bhi
Pakistan zamee'n bhi hai
Rang barangi dunya main
Rang barangi dunya main
Iss ki yeh pehchan hai
[Chorus]
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Tu to meri jaan hai
Tu to meri aan hai
Tu mera imaan hai
Mai bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai
Main bhi Pakistan hoon
Tu bhi Pakistan hai