[Intro]
We tried our best
I don't think he's going to make it
I'm sorry
[Chorus]
Dard meri rooh mein, kyu aksar har jagah dhundhe hum?
Moksh jab maut hue haavi, naa dar, naa khauf, naa jara bhi
Hoon iske baad mai shoonya, hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam, syaahi ye bhari aansu se khoon ke
[Verse 1]
Chaahu jab door the par saath sab aakhri pal mein
Mutaabik inke beemaari, ye kaat-khaane abhi se
Waakif hoon khud se, hai daastan ye ajeeb
Chaahe pohoch kahi tak bhi, rahu aasmaan ke niche
Baat ye tabhi ki jab aati saas ni theekh se
The baaki logo se hum alag, kamakal mujhe samjhe sab (Samjhe sab)
Rakh sabar, har taraf mila sab galat
Kashmakash khaye kasmein sach, sab ke sab mere marte waqt
Tha das ka jab waakif hua is cheej se hai maa ki dua ye kayam
Par shayad merе naseeb me nahi aam si jindagi aur kitne baaki din abhi
Hai meri saas pе ginti, hai sirf khuda se vinatee
Sun le aawaz dil ki, phir bhi khidki, band the darwaaje
Man beparwah ye, dar bas karma se
Rab ke har baar maine chhoo liye charan
Jaise surya grahan, aake jale ye ubharta dekh
[Chorus]
Dard meri rooh mein, kyu aksar har jagah dhundhe hum?
Moksh jab maut hue haavi, naa dar, naa khauf, naa jara bhi
Hoon iske baad mai shoonya, hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam, syaahi ye bhari aansu se khoon ke
Dard meri rooh mein, kyu aksar har jagah dhundhe hum?
Moksh jab maut hue haavi, naa dar, naa khauf, naa jara bhi
Hoon iske baad mai shoonya, hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam, syaahi ye bhari aansu se khoon ke
[Verse 2]
Kahun aakhri ye saas leke, shayad iske baad meri laash dekhe
Ghooru maut ko aankhon me aankh deke
Mere saath khada koi ni raaste me
Ho ni safal, in ne kho di khabar, meri khodi kabar in ne mere saath rehke
Narak diya in ne mujhe jeete jee, ab aa gaye chitta pe meri ye aag dene
Maine geeta pe kehni ye haath deke, naa mere khwaab mein saath dete
Kahaan pe the aap jab kaanpte the haath mere, raat me jaag ke mai
Aankh ye laal, jazbaat se, utaare ye raaz kitaab pe mai
Aaj ye aawaz dabake ek, aakhri saas se shraap lage
Tha mai das ka jab waakif naa tha is cheej se
Tumhari aukaat ke bahar bataye tumko kareeb ke
Zahir se baat hai kayar ye, mahir sirf baate kheenchne
Gawah hai khuda ye cheej se, dukhaaye dikhaake neech ye
Kaash mai nai sochta bolte kya aake log ye chaar
Aur hai yaad ab arso se har mod pe aa mile dhokebaaz
Ab hoke shaant, rok ke saas apne jode haath
Maangi khuda se maafi, hoon saaf dil sab bole khoke jaan
[Chorus]
Dard meri rooh mein, kyu aksar har jagah dhundhe hum?
Moksh jab maut hue haavi, naa dar, naa khauf, naa jara bhi
Hoon iske baad mai shoonya, hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam, syaahi ye bhari aansu se khoon ke
Dard meri rooh mein, kyu aksar har jagah dhundhe hum?
Moksh jab maut hue haavi, naa dar, naa khauf, naa jara bhi
Hoon iske baad mai shoonya, hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam, syaahi ye bhari aansu se khoon ke
[Outro]