[Intro]
Hmmm, aaah
[Verse 1]
Jaadu sa ho gaya, tu ne kya kar diya
Teri bholi adaa, meri rehna sadaa
Ban gaya hoon mein tera
Hona na mujh se judaa, ohh
[Chorus]
Saathiya, saathiya, saathiya, saathiya
Saathiya, ohh, saathiya, saathiya saathiya
[Verse 2]
Tera pyar hai mera, jaise koi diya
Pyar ki loh mein jo, aandhiyon mei jal raha
Ab to hai yahi dua, yunhi rakhna Khuda, ohh
[Chorus]
Saathiya, saathiya, saathiya, saathiya
Saathiya, ohh, saathiya
Mein ne dhoonda hai sara jahan
[Bridge]
Tu jo nahi, tera ehsaas to hai yahan
Tujh sa nahi, mein ne dhoonda hai sara jahan
Naa-na-na-hoo, mujh se judaa
[Chorus]
Saathiya, saathiya, saathiya, saathiya
Saathiya, saathiya, ohh, saathiya
Mein ne dhoonda hai sara jahan
[Outro]
Ohh, hmm, ohh, sara jahan, meri jaan