Aakhon Mein Dekhne Ki
Koshish Naa Kar
Pal Jo Mile Hain
Wo Rahenge Naa Kal
Puraane In Yaadon Mein
Rehne Ki Koshish Naa Kar
Nahi Bola Kabhi Mere Liye
Har Baar Taane Tune Diye
Lekin Maine Sеh Ke Liya
Galtiyan Toh Chhoti-Moti Hoti Rеhti
Tu To Roti Rehti Har Baaton Pe
Kaisi Hai Tu Dekh Liya
Tu Bas Chahti Hai Main Jeeyu Tere Vash Mein
Chhod Doon Sabhi Ko
Naa Rahu Main Kisike Touch Mein
Jaisi Lagi Tu, Halanki Waisi Nahi Hai Tu
Dheere Dheere Aane Laga Hai Mujhe Samajh Mein
Aksar Hi Aksar
Ab lhikta Hu aksar Main
Kalam Ko Pakadke Kass Kar
Bhaari Pad Jaata Main Sab Par
Haan Halke Mein Lena Mujhe
Ab Tu Bas
Aakhon Mein Dekhne Ki
Koshish Naa Kar
Wapas nahi jeene milenge who pal
Yaadon mein jeene ki koshish na kar
Musafir mai kara safar
Meri Aakhon Mein Jo Dard
Main Chhupata Tune Dekha Nahi Kya
Mere Kehne Pe Nishaana
Jo Lagaya Tune, daga Nahi Kya
Aakhon Pe Laga Jo Pehra
Gunaho Mein Gira Jo Gehra
Utra Hain Utra Jo Tera Ye Chehra
Hota Ye Aksar, Hota Yeh Aksar
Pata To Hai, Tujhe Pata Toh Hai Na