Video de: Farhan Khan Udit Narayan Y Drj Sohail Ajnabi Romanized Lyrics Genius Romanizations » Lyrics Fox.MusicaDe.Win

Bienvenidos a Fox.MusicaDe.Win Disfruta del Video de: Farhan Khan Udit Narayan Y Drj Sohail Ajnabi Romanized 2025 Genius Romanizations » Lyrics y comparte musicas con los amigos, Musica Gratis 2025! Fox.MusicaDe.Win!.

Video de: Farhan Khan Udit Narayan Y Drj Sohail Ajnabi Romanized Lyrics Genius Romanizations » Lyrics

Genius Romanizations - Farhan Khan Udit Narayan Y Drj Sohail Ajnabi Romanized Lyrics


[Intro: Udit Narayan]
Jitna beqarar hun main, khud ko beqarar kar lo
Meri dharkhanon ko samjho, tum bhi mujh se pyaar kar lo

[Chorus: Farhan Khan]
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu saath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam
Ab faqeeri, na kuch paas hai
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu saath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam
Ab faqeeri, na kuch paas hai

[Verse 1: Farhan Khan]
Dilbar ko door nai karte
Dil todh ke choor nai karte
Sab kehte par na maanta nai
Tum ham ko bhool nai sakte
Aise majboor nai karte
Patthar kyu phool se ban gaye?
Ham tum ko na mana sake jo
Aise tum rooth nai sakte
Tere pairon ki dhool, rastah tera dhoodhta raha
Khushbu teri jis hawa me uss hawa se rastah poochta raha
Tu meri roshni thi, bin tere ye sooraj doobta raha
Andhere me phir aakhri khat tera mai choomta raha
[Chorus: Farhan Khan]
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu saath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam
Ab faqeeri, na kuch paas hai
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu saath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam
Ab faqeeri, na kuch paas hai

[Verse 2: Farhan Khan]
Tum meri dua'on mein jab roz rahi ho
Zindagi me phir kyu na reh saki tum?
Roz mere khwaabon me jab hass rahi ho aa ke
Aankhon se meri phir kyu beh rahi tum?
Dekho, aise na satao ki sachh me maar hi daalo
Mai khud ko tum pe khud luta dun jo tum bas pyaar se maango
Daagh hai tujhme bhi, phir bhi tum mere raat ka chaand ho
Manzil tak le chalu tumhe main, tum mera saath jo maango

[Chorus: Farhan Khan]
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu saath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam
Ab faqeeri, na kuch paas hai
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu saath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam
Ab faqeeri, na kuch paas hai
[Outro: Udit Narayan and Alka Yagnik]
Meri dharkhanon ko samjho, tum bhi mujh se pyaar kar lo
Kaise aankhen chaar kar lu?
Kaise aitebaar kar lu?
Apni dhadhkanon ko kaise itna beqarar kar lu?
Kaise tujh ko dil mein de dun?
Kaise tujh se pyaar kar lu?

Farhan Khan Udit Narayan Y Drj Sohail Ajnabi Romanized » Genius Romanizations Letras !!!

Videos de Genius Romanizations