[Verse 1]
Pinjare mein baithe ye dekhe jahaan
Aankhein hai nam, ki ye duniya
Sundar bahot, ajeeb bhi
Darr lagta hai mai andar hi sahi
Kaano me khankein chidiya-chudiya
Haathon mein chamke suraj aur taaron ke naam, kahi
Mil jaayegi, is pinjare ki chaabi
[Chorus]
Par kya par khol, ud jaaun toh
Ghar pare, ghar mil jaayega?
[Post-Chorus]
Jeena bahar, na hai aasaan
Hmm
[Verse 2]
Baagon mein bhaage, ye dekhe jahaan
Aankhein kar band, sab kar de ansuna
Abhi, mujh mein kahin
Jaan hai kya baaki?
Pairon pe chhale, woh ruk na saka
Bhooka aur pyaasa, na jaane kaba pauhachega
Kabhi, usse ghar ki aas wapis laayegi
[Chorus]
Par kya par khol, ud jaaun toh
Ghar pare, ghar mil jaayega?
[Post-Chorus]
Jeena bahar, na hai aasaan
Hmm
[Bridge]
Na hai aasaan
Hmm
[Outro]
Sunn toh meri, dekh ye dagar
Bhaage tere peeche agar
Kare na kadar to haasil
Khaas hai safar
Na manzil