[Chorus]
Kahani suno, haan zubani suno
Mujhe pyaar hua tha, ikraar hua tha
Kahani suno, haan zubani suno
Mujhe pyaar hua tha, ikraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha, ikraar hua tha
[Verse 1]
Deewana hua, mastana hua
Teri chahat mein kitna fasana hua
Tere aane ki khushbu, tere jaane ka manzar
Tujhe milna padega, ab zamana hua
[Pre-Chorus]
Sadaiyein suno, haan jafain suno
[Chorus]
Mujhe pyaar hua tha, ikraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha, ikraar hua tha
[Bridge]
Hai tamanna humein tumhein dulhan banayein
Tere hathon pe mehendi apne naam ki sajayein
Teri lele balayein, tere sadqe utaarein
Hai tamanna humein tumhein apna banaye
[Verse 2]
Nahi mushkil wafa, zara dekho yahan
Teri aankhon mein basta hai mera jahaan
Kabhi sun toh zara jo main keh na saka
Meri duniya tum hi ho
Tum hi aasara
[Pre-Chorus]
Duayein suno, sazayein suno
[Chorus]
Mujhe pyaar hua tha, ikraar hua tha
Kahani suno, haan zubani suno
Mujhe pyaar hua tha, ikraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha, ikraar hua tha
[Outro]
Pyaar hua tha
Pyaar hua tha
Pyaar hua tha