[Chorus]
Dil ki lagi kuch or bhi
Dil ko deewana kare
Meri ilteja hai
Khuda se dua hai
Do dil juda na kare, ho-oo
Dil ki lagi kuch or bhi
Dil ko deewana kare
[Verse 1]
Deewane chup kaise rahein
Aao duniya se yeh kahein
Jisse humse milna gawara nahi hai
Humse mila na kare, ho-oo
Dil ki lagi kuch or bhi
Dil ko deewana kare
[Verse 2]
Leke bahein bahon mai hum
Likhte jayein rahon mai hum
Wo dil hi nahi hai
Jo nam-e-mohabbat
Nam-e-wafa na kare, ho-oo
[Chorus]
Dil ki lagi kuch or bhi
Dil ko deewana kare
Meri ilteja hai
Khuda se dua hai
Do dil juda na kare, ho-oo
Dil ki lagi kuch or bhi
Dil ko deewana kare
Dil ki lagi kuch or bhi
Dil ko deewana kare, ho-oo
Dil ki lagi kuch or bhi
Dil ko deewana kare
[Outro]
La, la, la, la, la, la, la, la