[Verse 1]
Jab gir jaaye haathon se
Baste naseebon ke
Na jeene ke bahaane hazaar
Dil ko to sambhaal mere yaar
Is jigar mein un hasrato ka
Phir koyla jale
Khuddaron ke andaazon se
Jalta hai yeh zamaana
Na behlaate woh dilo ko
Sunte na wo bahaana
Saaz-o-samaan se tu yu
Na kar dilkashi
Pehchaan teri kahin yoon na
Kar le khudkashi
Baqaeda is duniya mein
Aasaan shamil ho jaana
Chal ke dujo ke raste par
Manzar manzar kho jaana
[Verse 2]
Taqaza waqt ka
Dilon pe bhaari maine maana
Kambakht waqt hi sikhaye
Aasmanon ko aankhein dikhana
[Verse 3]
Khuddaron ke andaazon se
Jalta hai yeh zamaana
Na behlaate woh dilon ko
Sunte nah woh bahaana
Jab gir jaaye haathon se
Baste naseebon ke
Na jeene ke bahaanе hazaar
Dil ko to sambhaal mere yaar
Is jigar mein un hasratoon ka
Phir koyla jalе