[Verse 1]
Shaam dhale
Sahil par laut aaye hain bohot duur se
Kayi mushkil sar kar aaye hain
Sahil par apna ghar phir basaein ge
Koi na dekhe, koi na sune
Yeh duniya phir sajaein ge
[Chorus]
Kachwa bachao
Na chherro, na satao
Kachwa bachao
Nishaan inke na matao
Kachwa bachao
Jahan tumhara inka hi hai
To jeene na dein?
[Verse 2]
Nazuk hain
Jeevan ki dor samjho na
Sambhalna hai
Dil toot na jaye socho zara
Waade apne ghar se kiye the
Nabhane hain
Sab mil ke chalen aage barrhen
Yeh duniya phir sajaein ge
[Chorus]
Kachwa bachao
Na chherro, na satao
Kachwa bachao
Nishaan inke na matao
Kachwa bachao
Jahan tumhara inka hi hai
To jeene na dein?
Kachwa bachao
Kachwa bachao
[Verse 3]
[?] bhara woh sahil wahan nahi
Itni roshan raatein na thi
Yeh shor ye log kyun sataye inhein?
Ab taare chamakte nahi
Ye sahil tha to inka tha
Bas issi jaga se tha wasta
Darya yahan itne roshan base hain
Ab jayein to jayein kahan?
Jayein kahan?
[Chorus]
Kachwa bachao
Na chherro, na satao
Kachwa bachao
Nishaan inke na matao
Kachwa bachao
Jahan tumhara inka hi hai
To jeene na dein?
Kachwa bachao
Na chherro, na satao
Kachwa bachao
Nishaan inke na matao
Kachwa bachao
Jahan tumhara inka hi hai
To jeene na dein?